LYRIC

Badnaamiyan Lyrics from Hate Story 4 (2018) sung by Armaan Malik. This song is composed by Baman-Chand with lyrics penned by Rashmi Virag. Hate Story 4 movie stars Karan Wahi, Urvashi Rautela. And directed by Vishal Pandya.

Badnaamiyan Lyrics

Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya (x2)
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi (x2)

Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
Har pal tere sapne ye dekha karta hai
Maana tumne raaste apne badal diye
Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai

Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya (x2)
Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya

Badnamiyan mili, tanhaiyan badhi
Badnamiyan mili, tanhaiyan badhi

Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho

Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya (x2)
Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya

Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi

Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya (x2)
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya

Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi.

Song Credits:
Song: Badnaamiyan
Singer: Armaan Malik
Lyrics: Rashmi Virag
Music: Baman-Chand

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO