LYRIC
Harjaana Lyrics is Brand New Hindi Song Sung by Madhubanti Bagchi, Abhijeet Srivastava, Samyak Prasana, Gibson George. This song lyrics is written down by Shayra Apoorva while music is composed by Karasama Beats.
Harjaana Lyrics
Laazmi Hai Haarna Mera
Baazi Yeh Dil Ki Piya
Marz Jiya Mein
Diya Youn Sawariya
Bhare Jiya Harjaana
Dard Diye Re
Kiya Re Bawariya
Bhare Jiya Harjaana
Sau (100) Baatein Bana Ke
Sapne Sau Dikha Ke
Thagg Liya Mera Tune Jiya Jiya Re
Marz Jiya Mein
Diya Yun Saawariya
Bhare Jiya Harjaana
Hothon Pe Hothon Pe
Tere Hi Naam Ki
Atki Hai Suyi Kab Se Jaane Re
Mujhko Kabhi Bhi Na
Adat Thi Haar Ki
Jiya Mann Haari Tere Hi Aage Re
Tune O Piya Agwa Hai Kiya
Neendein Meri Neendein Meri Kyun Bata
Dhadkan O Piya Jaise Goliyaan
Dhadka Karein Jab Tu Mere Sath Haan
Sau (100) Baatein Bana Ke
Sapne Sau Dikha Ke
Thagg Liya Mera Tune Jiya Jiya Re
Marz Jiya Mein
Diya Yun Saawariya
Bhare Jiya Harjaana
Hothon Pe Hothon Pe
Tere Hi Naam Ki
Atki Hai Suyi Kab Se Jaane Re
Mujhko Kabhi Bhi Na
Adat Thi Haar Ki
Jiya Mann Haari Tere Hi Aage Re
Song Credits:
Song: Harjaana Lyrics
Singer: Madhubanti Bagchi
Lyrics: Shayra Apoorva
Music: Karasama Beats
Music Label: Unbound Records