LYRIC
Meri Mai Lyrics is new Hindi Bhakti song sung by Jubin Nautiyal and featuring Dr. Nishigandha Wad, Aakaash Gupta. This song lyrics are penned down by Manoj Muntashir while music is given by Payal Dev.
Meri Mai Lyrics
Dhoop Samay Ki Laakh Sataye
Mujhmein Himmat Baaki Hai
Dhoop Samay Ki Laakh Sataye
Mujhmein Himmat Baaki Hai
Mera Sar Dhakne Ko Maai
Teri Chunar Kaafi Hai
Kya Maange Woh Beta Jisne
Maa Ki Mamta Paayi Hai
Ek Taraf Hai Yeh Jag Saara
Ek Taraf Meri Mai Hai
Kya Maange Woh Beta Jisne
Maa Ki Mamta Paayi Hai
Ek Taraf Hai Yeh Jag Saara
Ek Taraf Meri Maai Hai
Haan Aa Aa
Ho Ho Ho
Jagrata Tera Gaaun Maiya
Roz Mujhe Woh Rain Mile
Tere Charan Hi Meri Sharan Hai
Aur Kahin Na Chain Mile
Jagrata Tera Gaaun Maiya
Roz Mujhe Woh Rain Mile
Tere Charan Hi Meri Sharan Hai
Aur Kahin Na Chain Mile
Tu Hi Punya Pratap Hai Mera
Tu Hi Karm Kamai Hai (x2)
Kya Maange Woh Beta Jisne
Maa Ki Mamta Paayi Hai
Ek Taraf Hai Yeh Jag Saara
Ek Taraf Meri Maai Hai
Kya Maange Woh Beta Jisne
Maa Ki Mamta Paayi Hai
Ek Taraf Hai Yeh Jag Saara
Ek Taraf Meri Mai Hai
Kaun Digaye Path Se Use
Jo Tujhpe Bharosa Kar Le Maa
Bharke Palak Main Tujhe Niharun
Teri Chhavi Dukh Har Le Maa
Kaun Digaye Path Se Use
Jo Tujhpe Bharosa Kar Le Maa
Bharke Palak Main Tujhe Niharun
Teri Chhavi Dukh Har Le Maa
Dard Hai Lakhon Duniya Mein
Tu Sab Dardon Ki Dawai Hai
Dard Hai Lakhon Duniya Mein
Tu Sab Dardon Ki Dawai Hai
Kya Maange Woh Beta Jisne
Maa Ki Mamta Paayi Hai
Ek Taraf Hai Yeh Jag Saara
Ek Taraf Meri Mai Hai
Kya Maange Woh Beta Jisne
Maa Ki Mamta Paayi Hai
Ek Taraf Hai Yeh Jag Saara
Ek Taraf Meri Maai Hai
Haan Aa Aa
Ho Ho Ho..
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi.
Song Credits:
Song: Meri Mai Song
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Payal Dev
Music Label: T-Series