LYRIC

Teri Yaadein Lyrics is Brand New Hindi song sung by Stebin Ben and this latest song is featuring Jasmin Bhasin. The song lyrics is written down by Kumaar while music is given by Sunny Inder.

Teri Yaadein Lyrics

Dil Laga Kar Ke Dil Gawa Baitha
Tujhko Apna Main Bana Baitha

Haan Dil Laga Kar Ke Dil Gawa Baitha
Tujhko Apna Main Bana Baitha
Door Reh Ke Bhi Tera Hoon
Door Reh Ke Bhi Tera Hoon

Kisi Aur Ka
Kisi Aur Ka Hone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein

Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein

Tera Asar Hai
Tujhpe Nazar Hai
Tera Asar Hai
Tujhpe Nazar Hai

Teri Wajah Se Hi Toh
Khud Ki Khabar Hai

Kabhi Main Na Raha Tanha
Yahi Kehta Hai Har Lamha
Door Reh Ke Bhi Tera Hoon
Door Reh Ke Bhi Tera Hoon

Mujhe Raaton Ko
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein

Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein

Ho Main Dekhta Hoon Aaina
Tu Aati Mujhmein Nazar
Tere Saath Hai Saari Manzilein
Tere Saath Hai Har Ik Safar

Tere Ishq Mein Hoon Main Bana
Tere Ishq Mein Hoon Main Fanaa
Meri Dhadkane Tu Agar Sune
Tera Naam Hai Leti

Kisi Aur Ka
Kisi Aur Ka Hone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein

Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein
Mujhe Raaton Ko Sone Nahi Deti
Teri Yaadein Teri Yaadein.

Song Credits:
Song: Teri Yaadein Lyrics
Singer: Stebin Ben
Lyrics: Kumaar
Music: Sunny Inder
Music Label: Zee Music Company

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO