LYRIC

Beparwah Lyrics by Momina Mustehsan from Coke Studio Season 14 is the latest Hindi song with music also given by Xulfi & Action Zain. Beparwah song Lyrics are written by Adnan Dhool, Momina Mustehsan & Xulfi.

Beparwah Lyrics

Sajjde pe rabba
Mangiya duwa rabba
Yaar mila yaar mila

Sojjiyaan aakhiyaan
Thakiya gala gallan
Yaar mila yaar mila

Mujhko mujh se mila de rabba
Koyi toh sillah de
Abb toh haar ne lagi hoon khud se

Mera aansu wuh gira de joh
Tujhko hanssa de ab toh
Abb toh haar ne lagi hu khud se

Beparwah…
Sayaa na ho
Mujh se khaffa
Sayya na ho
Beparwah!

Mangya yaar nu
Main jis tarrah koyi
Maangda hai kya
Mangda hai kya

Jihde layi duwa mangaan
oah naiyon labbiya
Labbhiya jahaan
Labbhiya jahaan

Tune jo bhi likha hai rabba
Tujh jo pata hai
Main toh maang rahi hoon tujh se

Meri jo bhi raza hai rabba
Tujh ko pata hai
Tere saamne khari hoon haqq se

Beparwaah….
Saaiyaan nah ho
Mujh se khaffa
Sayya na ho
Beparwah!

Beparwah!
Beparwah!
Beparwah!
Beparwah!
Beparwah!
Beparwah!

Koyi shaam koyi din to aisa howe ga
Jo mere waaste hai mera howe ga
Odhde dil diyaan saiyaan
Main sun laan gi

Rabb jaanda ae kab howe ga
Mujhko mujh se mila de rabba
Koyi toh sillah de
Abb toh haar ne lagi hoon khud se

Mera aasuy wuh gira de joh
Tujhko hanssa de ab toh
Abb toh haar ne lagi hu khud se

Beparwaah….
Saaiyaan nah ho
Mujh se khaffa
Sayya na ho
Beparwah!

Song Credits:
Song: Beparwah Lyrics
Singer: Momina Mustehsan
Lyrics: Adnan Dhool, Momina Mustehsan, Xulfi
Music: Xulfi, Action Zain

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO