LYRIC

Bezubaan Phir Se Lyrics from ABCD 2 (Anybody Can Dance 2015) (2015) sung by Anushka Manchanda, Madhav Krishna, Vishal Dadlani. This song is composed by Sachin Jigar with lyrics penned by Mayur Puri.ABCD 2 (Anybody Can Dance 2015) movie stars Shraddha Kapoor, Varun Dhawan. And directed by Remo D’Souza. ABCD 2 (Anybody Can Dance 2015) released on 19 June 2015.More Information: Wiki

Bezubaan Phir Se Lyrics

Jaan leke kismat ne baatein hai
Raahon mein kaante
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Na roke rukhun
Tu gira main uthun

Pinjre todhkar fail aunga main par
Tujh mein jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jayega
Na jhukega yeh sar!

Jaan le ki kismat ne
Baatein hai raahon mein kaante hai!
Na rokhe rukhun
Tu gira, main uthun

Regazaaron mein, aag hai jitni
Hai lahoon khaulta mera in raagon mein phir bhi
Khakh saaron ko
Khakh hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri!

Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha

Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha

Jaan leke kismat ne
Baatein hai raahon mein kaante hai
Ki ki kismat ne
Baatein hai raahon mein kaante hai

Sau sawaal hain
Sau hai laanate..
Mere tarano pe.. Ae..
Lagi hai kalikhe

Yeh aag sapno ki
Raakh hathon mein
Sunni aankhon mein chalti umeed hai
Na mila mauka
Na milli maafi
Kehdo kitni saza aur bakhi!

Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha

Bezubaan kab se main raha
Begunah sehta main raha

Jaan leke kismat ne
Baatein hai raahon mein kaante hai

Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Na rokhe rukhun
Tu gira main uthun

Pinjre todhkar fail aunga main par

Tujh mein jitna hai zor
Tu laga le magar
Hans ke kat jayega
Na jhukega yeh sar!

Bezubaan Phir Se Lyrics from ABCD 2: this Hindi song stars Varun Dhawan, Shraddha Kapoor with music by Sachin Jigar and lyrics by Mayur Puri. This is a reprise of Bezubaan song from ABCD (Anybody can Dance).

Song Credits:
Song: Bezubaan Phir Se
Singer: Anushka Manchanda, Madhav Krishna, Vishal Dadlani
Lyrics: Mayur Puri
Music: Sachin Jigar

Added by

lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO