LYRIC
Jag Ghoomeya Lyrics from Sultan (2016) sung by Rahat Fateh Ali Khan. This song is composed by Vishal-Shekhar with lyrics penned by Irshad Kamil. Sultan movie stars Anushka Sharma, Salman Khan. And directed by Ali Abbas Zafar. Sultan released on 6 July 2016.
Jag Ghoomeya Lyrics
Na woh akhiyan roohani kahi
Na woh chehra noorani kahi
Kahi dil wali baatein bhi na
Na woh sajri jawani kahi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Na toh hasna rumani kahi
Na toh khusbu suhani kahi
Na woh rangli adaye dekhi
Na woh pyaari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Baarishon ke mausam ki
Bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe
Jo aati hai woh laali tu
Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahaton ki chaadaron mein
Maine hai sambhali tu
Kahin agg jaisi jalti hai
Banne barkha ka pani kahi
Kabhi mann jaana chupke se
Yoon hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Apne naseebon mein ya
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein
Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaton mein
Teri milti nishani kahi
Jo hai sab ko dikhani kahi
Tu toh jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
Wo hi karna jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi… (x2)
Jag Ghumeya / Jag Ghoomeya Lyrics from Sultan: Rahat Fateh Ali Khan sings this melodious song starring Salman Khan, Anushka Sharma. Music for this song is by Vishal-Shekhar while jag ghumiya thaare jaisa na koi lyrics are penned by Irshad Kamil.
Song Credits:
Song: Jag Ghoomeya
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Vishal-Shekhar