LYRIC

Looteri Song from Movie Happy Hardy And Heer sung by Aaryan Tiwari featuring Sonia Mann. The lyrics of new song is written by Himesh Reshammiya & Aaryan Tiwari And music is also composed by Himesh Reshammiya And Video directed by Raka.

Looteri Lyrics

Mujhe Chaar Mahine Lage The
Uske Sang Setting Karte
Aur Chaar Agle Lage The
Winter Mein Dating Karte
Phir Na Jaane Huya Kya
Jo Chhod Gai Yun Mujhko
Aur Main Reh Gaya Pappu
Bas Uski Waiting Karte

Maine Ye Bhi Na Jaana
Thee Khel Rahi Mere Dil Se
Aur Thi Bhar Rahi Saare
Wo Apne Bill Mere Dil Se

Looteri, Ex Meri
Luteri

Uske Liye Thi Khareedi
Maine Sone Ki Waali
Karke Buddhu Ke Jaise
Saari Savings Ko Khali

Kehti Thi Toh Woh Saali
Banegi Meri Ghar Wali
Ghalti Isliye Uski
Har Baat Pe Maine Tali

Par Wo Niklegi Aise
Mujhe Chuna Lagane Wali
Uski Mohabbat Hogi
Kya Pata Tha Yun Jaali

Looteri, Ex Meri
Luteri

Jaake Kisko Sunayu
Main Apni Roti Kahani
Man Karta Hai Mar Jaaun
De Do Chullu Bhar Paani
Kitni Karke Gayi Hai
Wo Mere Dil Ki Haani
Toda Hai Isko Aise
Jaise Building Ho Purani

Looteri, Ex Meri
Luteri, Ex Meri.

Song Credits:
Song: Looteri Lyrics
Singer: Aaryan Tiwari
Lyrics: Aaryan Tiwari, Himesh Reshammiya
Music: Himesh Reshammiya

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO