LYRIC

Mere Shankara Lyrics by Hansraj Raghuwanshi and Suresh Verma is latest Hindi song with music also given by Dj Strings. Mere Shankara song lyrics are written by Suman Thakur.

Mere Shankara Lyrics

Shambhu mahadeva jai jai shankara
Shambhu mahadeva jai jai shankara
Shambhu mahadeva jai jai shankara
Shambhu mahadeva jai jai shankara

Shambu ohhh ohhh
Oh mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu
Oh mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu

Ho tere darshan ko
Ho tere darshan ko
Tarse meri rooh

Mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu

Ho baitha kailash mein tu
Anant akash mein tu
Ho baitha kailash mein tu
Anant akash mein tu

Ho pag pag mein chaleya
Ho pag pag mein chaleya
Milne ki aas mein ho

Mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu

Ho tu hain tu mai ho
Tujh bin main kya hoon
Ho tu hain tu mai ho
Tujh bin mai kya hoon

Ho mann bairagi huya
Ho mann bairagi huya
Teri laagan mein hoon

Mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu

Ho meri door bandhi
Mai tujhme sama raha hoon
Ho meri door bandhi
Mai tujhme sama raha hoon

Ho saanso ki maala mein
Ho saanso ki maala mein
Tera hi nam jaapo

Mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu

Ho matlab de rishte
Teri dunia mein kaise raaho
Ho matlab de rishte
Teri dunia mein kaise raaho

Ho aao jab milne
Main aao jab milne
Saaran mein lena tu

Mera aa shankara ho
Mann mein baitha hai tu

Jag ko tarne wala ho
Mera bhola bhandari
Kasth mitane wala ho
Mera bhola bhandari

Jag ko tarne wala ho
Mera bhola bhandari
Kasth mitane wala ho
Mera bhola bhandari.

Song Credits:
Song: Mere Shankara Lyrics
Singer: Hansraj Raghuwanshi, Suresh Verma
Lyrics: Suman Thakur
Music: Dj Strings

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO