LYRIC

Mulakaatein Lyrics is the brand new Hindi song sung by Utkarsh Saxena. Mulakaatein Lyrics were written by Ritik Chouhan while music is given by Ritik Chouhan. The music video featured Karan Mehra & Neha Sharad Shah.

Mulakaatein Lyrics

Mujhse mohabbat ki naa kabhi tu
Dil me jagaah tune dedi kisiko
Mujhse mohabbat ki naa kabhi tu
Dil me jagaah tune dedi kisiko

Tu toh nikli bewaafaa
Tune di kyun ye saajaa
Haa mai jis se darta thaa
Waahi tune kar diyaa

Mulakaatein mujhe woh sabb
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun abb
Yun tanhaa rulaaye

Mulakaatein mujhe woh sabb
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun abb
Yun tanhaa rulaaye

Tum nahi the humaare
Humne yeh jaan liya hai
Abse tumko paraaya
Iss dil ne mann liyaa hai

Tum nahi the humaare
Humne yeh jaan liya hai
Abse tumko paraya
Iss dil ne mann liya hai

Naa chahu fir bhi kyun tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khatir naa jane kyun
Khud ko barbaad kiya hai

Naa chahu fir bhi kyun tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khatir naa jane kyun
Khud ko barbaad kiya hai

Woh tum hi dard-e-dil ki wajah
Kyun de di mujhko aisi saajaa
Haa mai jis se dartaa tha
Waahi tune kar diya

Mulakaatein mujhe woh sabb
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun abb
Yun tanhaa rulaaye

Mulakaatein mujhe woh sabb
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun abb
Yun tanhaa rulaaye

Bewaafai kyun kari tune
Bewaafai kyun kari tune
Bewaafai kyun kari tune
Bewaafaa

Bewaafai kyun kari tune
Bewaafai kyun kari tune
Bewaafai kyun kari tune
Bewaafaa.

Song Credits:
Song: Mulakaatein Lyrics
Singer: Utkarsh Saxena
Lyrics: Ritik Chouhan
Music: Ritik Chouhan

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO