LYRIC
Muskuraa Lena Tum Lyrics is Brand New Hindi Song Sung by Palak Muchhal and featuring Zain Imam, Sana Khan. Muskura Lena Tum Song Lyrics is written down by Priyanka R Bala while music is also given by Shameer Tandon.
Muskuraa Lena Tum Lyrics
Din Ke Ujaalo Mein
Meri Yaadein Saja Lena
Raaton Ke Andhero Mein
Tum Chaand Jala Dena
Meri Mohabbat Ho Jinme
Wo Aankhe Rahe Naa Nam
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskura Lena Tum
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskura Lena Tum
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskuraa Lena Tum
Jab Saavan Ki Baarish Ho
Tum Baahein Khol Ke Rakhna
Aaye Khidki Se Hawa
Mehsoos Mujhe Tum Karna
Jab Saavan Ki Baarish Ho
Tum Baahein Khol Ke Rakhna
Aaye Khidki Se Hawa
Mehsoos Mujhe Tum Karna
Yaadein Banaao Tum Itni
Yaadein Banaao Tum Itni
Meri Yaadein Pade Naa Kam
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskura Lena Tum
Haan Jab Bhi Meri Aaye to
Muskura Lena Tum
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskuraa Lena Tum
Apni Tasveero Se Tum
Kisse Fir Jee Lena
Jab Chai Kabhi Banaao to
Mere Hisse Ki Bhi Pee Lena
Haan Haan
Apni Tasveero Se Tum
Kisse Fir Jee Lena
Jab Chai Kabhi Banaao to
Mere Hisse Ki Pee Lena
Itna Jee Lo Saath Mere
Mera Gam Bhi Lage Naa Gam
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskura Lena Tum
Haan Jab Bhi Meri Aaye to
Muskura Lena Tum
Jab Bhi Meri Aaye to
Muskuraa Lena Tum.
Song Credits:
Song: Muskuraa Lena Tum Lyrics
Singer: Palak Muchhal
Lyrics: Priyanka R Bala
Music: Shameer Tandon