LYRIC

Paani Paani Lyrics by Badshah ft. Aastha Gill is Latest Hindi song sung by Badshah, Aastha Gill and this brand new song is featuring Jacqueline Fernandez. Pani Pani song lyrics are penned down by Badshah while music is also given by Badshah and video is directed by Mahi Sandhu, Joban Sandhu.

Paani Paani Lyrics

Usne Mujhe Chhua Bhi Nahi
Aisa Waisa Kuchh Hua Bhi Nahi
Nazar Thi Paini Hui Bechaini
Aankhon Aankhon Mein Shaitani Ho Gayi

Saiyaan Ne Dekha Aise
Main Pani Pani Ho Gayi
Main Pani Pani Ho Gayi
Main Pani Pani Ho Gayi

Chalegi Kya
Glass Pada Hai Khali Bharegi Kya
Sath Aaye Launde Se Daregi Kya
Andar Ki Feeling Se Ladegi Kya, Aen

Hadd Ho Gayi
Hadd Se Aage Bhi Badhegi Kya
9 Acre Mein Farm, Farm Pe Ghode
Ghode Pe Chadhegi Kya

1-2-3, Gaadi Ke Bonnet Se Nikle Pari
Launde Aage Kahin Tikte Nahi
Baatein Hain Kaidi Meri Likh Le Kahin
Chal Niklein Kahin Aa

Aisi Hoon Khoyi Kabhi Khoyi Hi Nahi
Aankhein Mili Hai Jab Se Soyi Hi Nahi
Duniya Se Sune Hai Kisse Tere
Jaane Kya Aayega Hisse Mere

Isi Khayaal Mein Deewani Ho Gayi
Saiyaan Ne Dekha Aise
Main Pani Pani Ho Gayi
Main Paani Paani

Image Kharab Kaam Galat Hai
News Mein Naam Aata Har Week
Fir Bhi Jahan Se Guzroon
Har Bandi Ke Mooh Se Nikle Cheekh

Hath Pakad Par Dil Na Laga
Jo Kehti Hai Karke Dikha
Sun’ne Mein Aaya Hai
Tu Marti Hai Hum Pe, Marke Dikha Haan

Rehne De Munh Bandh Rakh
Aankhein Jo Kehti Hai Kehne De
Bahut Ruki Hai Aaj Tu
Paani Banke Khud Ko Behne De

Aye

It’s Yo Boy Badshah!

Nazar Thi Paini Hui Bechaini
Aankhon Aankhon Mein Shaitani Ho Gayi
Saiyaan Ne Dekha Aise.

Song Credits:
Song: Paani Paani Lyrics
Singer: Badshah, Aastha Gill
Lyrics: Badshah
Music: Badshah

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO