LYRIC

Rang Dariya Lyrics from the Movie Chehre is latest Hindi Song sung by Yasser Desai and has music by Gourov Dasgupta while Farhan Memon has written the Rang Dariya lyrics for Chehre. The “Rang Dariya” song is from the “Chehre” starring Emraan Hashmi and Krystle D’Souza.

Rang Dariya Lyrics

Yaara mujhe tu aise aa mila
Jaise qaafir ko milta hai khuda
Karun laakh baari tera shukriya
Bin maange tune itna de diya

Mera safina paar laga de
Ya tu mita de ya tu bana de koyi zariya

Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya

Main bandeya jaaun rangeya
Main bandeya jaaun rangeya
Beparwah gir jaaye dariya

Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya

Chehron ki bheed mein tu pasand aa gaya
Meri nazar mein teri tasveer rehti hai
Hua main ameer paake teri dil daariyan
Sun yeh mere khwabon ki tabeer kehti hai

Hona kabhi tu mujhse juda na
Chahe khudaya chahe khafa ho
Saari duniya

Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya

Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya

Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya.

Song Credits:
Song: Rang Dariya Lyrics
Singer: Yasser Desai
Lyrics: Farhan Memon
Music: Gourov Dasgupta

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO