LYRIC

Jiya Re Lyrics from Dahleez (2016) sung by Jubin Nautiyal. Jiya Re song Lyrics is penned by Sameer Anjaan and music is composed by Superbia.

Jiya Re Lyrics – Dahleez

Morey jiya, main kya tere bin
Morey jiya, tu mera palchim

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare
Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..(x2)

Tu hai toh mera wajood hain
Tu hai toh meri talaash hain
Tu hai toh shaamein khushnuma
Tu hai toh luv ki pyaas hain

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare

Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare (x2)

Tu jeene ki umeed hai
Tu khwaabo ka aasma
Tu hai chahat ki kaayanaat
Tu hai yaadon ka kaha kasha

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare

Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare…(x2)

Song Credits:
Song: Jiya Re Lyrics
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Sameer Anjaan
Music: Superbia

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO