LYRIC
Pagleaazam is Hindi-language comedy film directed by Vikas P Kavthekar and APS Raghuvanshi starring Aditya Pratap Singh and Sonia Sharma. Three Crazy Pranksters and their notorious tales…. Enjoy this dhoom-dhadaka, masti bhara title song from hilarious comedy Pagle Aazam.
Tu Hi Tho Raasta Lyrics
Khwahise mujhse kahengi
Ki kuch toh hone laga
Keh doon tujhse chup rahun
Ya harpal khwab sa
Khwahise mujhse kahengi
Ki kuch toh hone laga
Keh doon tujhse chup rahun
Ya harpal khwab sa
Mera rtha jo bhi
Ab tera ho gaya
Khwabo mein jo tha
Wo sach mein ho gaya
Tuhi toh rashta mera
Tuhi toh raazda mera
Sochun tujhe hi main
Harpal ab toh shaam aur subah
Tuhi toh rashta mera
Tuhi toh raazda mera
Sochun tujhe hi main
Harpal ab toh shaam aur subah
Mehka sa, behka sa mera ye jahaan
Bin tere ye dil, ab ek pal na raha
Man ye mera ab udne ko kare
Hum kahin chal ho jaaye sabse pare
Aankho mein jo tu bas gaya
Ab dukh mein aur kya
Kal tu[?]
Ab woh dua ho gaya
Mera tha jo bhi
Ab tera ho gaya
Khwabo mein jo tha
Wo sach mein ho gaya
Tuhi toh rashta mera
Tuhi toh raazda mera
Sochun tujhe hi main
Harpal ab toh shaam aur subah
Tuhi toh rashta mera
Tuhi toh raazda mera
Sochun tujhe hi main
Harpal ab toh shaam aur subah.
Song Credits:
Song: Tu Hi Tho Raasta
Singer: Shailaja Mishra, Asit Tripathy
Lyrics: Puneet Dixit
Music: Puneet Dixit