LYRIC
Pagleaazam is Hindi-language comedy film directed by Vikas P Kavthekar and APS Raghuvanshi starring Aditya Pratap Singh and Sonia Sharma. Three Crazy Pranksters and their notorious tales…. Enjoy this dhoom-dhadaka, masti bhara title song from hilarious comedy Pagle Aazam.
Pagle Aazam Lyrics
Dhum dhadaka halla gulla
Mach rahi hai khali bali
Bina baat ke ghume bhaiya
Pagle Aazam gully gully
Iski topi uske sar khaane mein
Inko shaam dhali
Mehfil se jab jaaye aalam
Sab kahte hai bala tali
Man mauji mastaane nikle
Hum itne deewane nikle
Man mauji mastaane nikle
Hum itne deewane nikle
Teedhi si duniya ko hai
Teeno dhool chataane nikle
Kaarnamo ki list inki lambi hai
Karte ye baatein bas atrangi hai
Ye kah de toh duniya gol se seedhi ho
Inke na hone se har mehfil freaky ho
Bante phirte ho jaise Mughal-E-Azam
Apni marzi karte hai Pagle Aazam
Bante phirte ho jaise Mughal-E-Azam
Apni marzi karte hai Pagle Aazam
Lekar ghume bas jeb mein teeno kaudi
Kitno ki hai teeno ne kishmat fodi
Lekar ghume bas jeb mein teeno kaudi
Kitno ki hai teeno ne kishmat fodi
Kaarnamo ki list inki lambi hai
Karte ye baatein bas atrangi hai
Ye kah de toh duniya gol se seedhi ho
Inke na hone se har mehfil freaky ho
Bante phirte ho jaise Mughal-E-Azam
Apni marzi karte hai Pagle Aazam
Bante phirte ho jaise Mughal-E-Azam
Apni marzi karte hai Pagle Aazam.
Song Credits:
Song: Pagle Aazam Lyrics
Singer: Puneet Dixit
Lyrics: Shivangi
Music: Puneet Dixit