LYRIC

Dracula Lyrics by King is latest rap song with music also given by King. Dracula song lyrics are written by King.

Dracula Lyrics

Aaj raaton mein niklegi gaadi
Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
Koyi to mita do

Aaj raaton mein niklegi gaadi
Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
Koyi to mita do

Yeh kaisa banaya khel ke jal gaye hum donon
Yeh kaisa karaya mel bichhad gaye hum donon
Hua kismat ka tha pher na ghar gaye hum donon
Aaj main ban gaya woh insaan ke dar gaye hum donon

Aye
Suna hai maine mele lagte hain duniya mein
Bura karein to sachchi nazrein nai milti
Ab humse woh bhi saale nazron ke sher kahein
Dafan bandon ki jinhe khabrein nai dikhti

Aaj tera King jahan khada chakka jaam
Taura hai poora meri zindagi nai aam
Afwahon pe kyun rakhti nazar
Meri baahon mein pada hai sach poora sareaam

Meri aakhein hain laal jaise
Sadiyon se soyi na hon
Dikhun main khush jaise
Koyi cheez khoyi na ho
Aake suna do koyi yeh sachchi khabar
Woh mujhe chhod ke hai khush
Mere liye kabhi royi na ho

Haan mujhe yaad tere bina kya safar raha
Main wafadaar bas iss baat ka sabar raha
Suna afwaah yeh nikli sach teri zindagi mein
Main raha nahi par mere naam ka asar raha

Ho aaj kaafi dukha man hai
Ho nasha poora aakhein bhand hain
Ho sab jante yeh baat
Raja tere liye hua badnaam meri jaana

Aaj raaton mein niklegi gaadi
Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
Koyi to mita do

Aaj raaton mein niklegi gaadi
Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
Koyi to mita do

Ho aaj kaafi dukha man hai
Ho nasha poora aakhein bhand hain
Ho sab jante yeh baat
Raja tere liye hua badnaam

Ho aaj kaafi dukha man hai
Ho nasha poora aakhein bhand hain
Ho sab jante yeh baat
Raja tere liye hua badnaam meri jaana

Song Credits:
Song: Dracula Lyrics
Singer: King
Lyrics: King
Music: King

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO