LYRIC

Paani Mai Lyrics by Emiway Bantai ft. Young Galib, Swaalina is Latest Hindi song sung from the album Malum Hai Na by Emiway Bantai, Swaalina, Young Galib and music of this brand new song is also given by Yoki & Tony James. Pani Mein song lyrics are also penned down by Emiway Bantai while music video is released by Bantai Records.

Paani Mai Lyrics

Main toh aag laga dungi paani mai

Kabse khadi hun main peeche padi hun main
Manali kush hun baby sar pe chadi hun main
Chhori badi sayani main duniya meri diwani hai
Garmi itni badan mein faili aag laga dungi paani mai

Paani mai, paani mein, paani mein
Aag laga dungi paani mein

Aye peeke madira lagati thumke jaise shakira
Icey drip aye gale mein sona hai haathon mein heera
Hote diwane jab kamar tu de apni base pe gira
De deti trip bandiya seekhna chahe saleeka

Tu single piece duniya mein hoga na koyi tere jaisa
Karti jo flip jaanleva naachne ka tareeka
Duniya ghuma dunga tujhe lagega passport baby no visa
Raani banake main rakhunga jaise rehti baby queen eliza

Are alte mein bhalte mein pyaar wala shot
Single hun peeche padele hai bahut
Par tere liye bahut kya feeling hai dil main
Jitni tu hot haan utna hi chill main
Sirf karta hun kill main
Bollywood vibe ya aao fir drill mein

Pyaar kitna tere liye dil mein
Chillake bol denge bhari mehfil mein
Ghusna hai tere kahani mein
Kamaunga itna sab bolenge rapper ambani hai
Tu toh tufaani hai yeh toh aag laga degi paani mai

Kabse khadi hun main peeche padi hun main
Manali kush hun baby sar pe chadi hun main
Chhori badi sayani main duniya meri diwani hai
Garmi itni badan mein faili aag laga dungi paani mai

Paani mai, paani mein, paani mein
Aag laga dungi paani mein

Sabko ab terepe crush hai
Chehra toh mashallah gaalon pe blush hai
Jaadu kar dala hai ada tera
Tabhi toh main tere vash main

Bole rela sach main kheench rela kash main
Pehle tha search main koyi aake lagaye aag
Zamana tujhse aur mujhse ab jalti hai
Saath mein mere chalti kya bahar?

Jaldi kya baa picture toh baaki hai
Apne ko dil aur baaki ko rakhi hai
Apna bana dale tere ko jitne bhi
Line mein maafi ghustaki hai

Kabse khadi hun main peeche padi hun main
Paani mai, paani mein, paani mein
Aag laga dungi paani mein.

Song Credits:
Song: Paani Mai Lyrics
Singer: Emiway, Swaalina, Young Galib
Lyrics: Emiway, Young Galib
Music: Yoki, Tony James

Added by

Lyricsily

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO